September 15, 2024
wp-header-logo-24.png

17 thoughts on “EP 12 Business Mastery Series | By Sandeep Maheshwari | Hindi

  1. Jaan mukh kar 1 Cr, 5Cr sabhdo ka istemal kiya jaata hai

    Kyunki yeh pata hai inko ki Job se toh itna kama nahi payenge log

    Toh business se hi karna padegaa

    Logo ko puri tarah se brainwash kiya Jaa Raha hai job ke against aur business ke favor mein

    Yeh bahut khatarnaak cheez hai kyunki logo ki bachpan se saari tayari job ki hui hai

    Aur wo agar greed ki wajah se business kareney ki sochgey toh bahut bura pasengey

    Isne bahut zyada AI aur future ke baare mein pad liya hai

    Aur future mein job karne walo ki grand maregii sochkar pichle kahi saalo se grand maar Raha hai

    Isko yeh bhi sochna chahiye ki business karne ke chakaroo se pehle bhi Marti thi abhi bhi marthi hai aur aage bhi mareegi

    Kyunki business ek khatarnaak cheez hai

    Hamara family business jo ki kahi decades se chal Raha tha usme hi 75-80 lakh ka karzaa aa gaya

    Jo ki bahut stable aur profitable business tha

    Bahut buraa haal ho jaata hai family kaa kyunki saari kamayi 12 lakh ka interest baand ne mein nikal jaati hai

    Kuch nahi bachta hai

    Ekdum fakeroo ki zindagi ho jaati hai

    Bahut zyada stress, pressure ladai jhagadey hote rehte hain

    Logo ko sandeep ki tareefeh karne ki bajai apni real stories share karni chahiye

    Kyunki faltu ka motivation grand maar deta

    In sapno ke chakkar mein normal middle class life choot jaati hai, Aur wo normal life jeena bhi next to impossible ban jaata hai

    kyunki ki itna zyada pressure create hota hai family se job karne ka lekin apan ne apne mind ko train hi nahi Kiya job ke liye kyunki sandeep ki aasaan hey ki bakwaas se business se aameer banne ke sapne dekhne laggaye

    Job ki baat karnaa bahut zaroori hai

    Kyunki aapke >99% se zyada viewers job hi kar rahe hai ya karne wale hai

  2. Ebar Bangla bhasha Hindi,Bhojpuri bhasha gulote communicate korbo important meeting hobe ak ak jon er songe F.C.S batchmates but F.C.S batchmates will remember IHM batchmates baat listen F.C.S batchmates reason diye bolbi ki bolte chash Akbar na bar bar jiges korbo ar bar bar jerom tone ey bolbo sherom tone ey jobab dibi…Bohu din hoyegache bolechilam Future Campus jara Jane Tara Number humla korte parbe bibhinno baatein te… Karon number ee cholche hawar moton… Ato kothin lorayi lorchi sheita baade sudhu bhalo kothaye phashaye commerce er batchmates ra no promises er… Future Campus chol dekhbo suru kor compromise er play suru kor Poulami dakh bhalo kotha amon jinish konodino destroy kora jabena ar baaje kotha bolte hoye na bolle far away r kache bolteo to hoye … Dakh Poulami Tora to Amar bondhu Tora sob amar bhalobashar saath dichis kano janis to reasons ei dibina… Dakh Bhalobashaye porbona eta tuio janis amake yaad 2014 ey cholchi to hothat 2015 ey keu bolena torao to na bolis match na korte… Ami Anubhav er songe ageo to kotha bolechi imaginary ar prottek ta chele oi dibyojyotir moto cheler satheo to kotha bolechi… Ami bhebechilam IHM Bhubaneswar batch er moto je Tora hoito thinking ey surprise korbi kano amar songe akjono kotha bolena?? Ami hawaye imaginary tokhn to batchmates ba senior age ra saath dibi bolechili kano mone nei future campus ey 11-12 marpit parent teacher meeting?? Lost memories prottek ta numbers bolchis electric mitthe sonache

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *